Tuesday, September 17, 2013

Train me 1 ladke ne T.C Se kaha !!!

Train me 1 ladke ne T.C Se kaha
"Mujhe subah 4 baje Solapur mein utha
dena, agar main na jagu to zabardasti utaar dena. Muje subah
interview dena hai." 

Subah 8 baje
ladka jaga to Solapur nikal gaya
tha ! 

Ladka TC ko gaaliyaa dene laga......! 

Logo ne TC se kaha ke wo apko itni gaaliyaan de raha hai aur aap
chup-chap sun rahe hai.

TC :- Main ye soch raha hun ki Subah
jisko maine zabardasti utaar diya hai
Woh kitni gaaliyaan de raha hoga...